Sunday 3 February 2013

kuch ehsaas yuhi...

the limitlessness




Pighle neelam sa behta ye sama,
neeli neeli si khamoshiyan,
na kahin hai zameen na kahin aasmaan,
sarsaraati hui tehniyaan paattiyaan,
keh raheen hai bas ek tum ho yahan,
bas main hoon,
meri saansein hain aur meri dhadkhanien,
aisi gehraiyaan, aisi tanhaiyaan,
aur main...sirf main.
Apne hone par mujhko yakeen aa gaya.



-zindagi na milege dobara




No comments:

Post a Comment